ये भी एक दुकान है

मुंबई जाने के रास्ते हवाई अड्डे पर यह दुकान दिखी तो नज़र रूक गई । किशोर युवाओं के लिहाज़ से सड़कों की प्रकट और गुप्त चीज़ों और साहित्यों से प्रेरित होकर कई कलात्मक वस्तु बनाई है । जैसे जलती जवानी नाम से डायरी तो विज़िटिंग कार्ड पर जानता नहीं मैं कौन का लिखा होना या सोफ़े पर रखे जाने वाले बेकार लघु तकिये पर देसी शराब का लिखा होना । आप भी इन तस्वीरों का मज़ा लीजिये । बताया कि आनलाइन भी विक्रय की व्यवस्था है । 





7 comments:

sachin said...

mazedaar !

Unknown said...

ha, ye maine bhi dekha tha 15 jan.ko delhi airport me. cheeje kaisi bhi ho, ve apni jagha bana leti hai. par vaha lagbhag 2ghante rahi ,koi kharidar nahi dekha.

Anonymous said...

Had hi

Jayant Rajpurohit said...

Mere college ke do seniors hai (Mudra Institute of Comunications, Ahmedabad (MICA)) ... in dono ye company chalu kari hai "Happily Unmarried" ... kaafi samay ho gaya hai .. accha laga dekh kar ki dukan badh rahi hai... pehli dukan CP mein lagi thi ..

Unknown said...

itane kama liya ek patrkaar ne ki flight se travel karta hai ek shahar se dusre shahar...koun kahta hai Bharat me ab bhi garibi hai...shining India(?)...oh haan Bharat me to garibi hai bhai e to India wale patrakaar hai ;)..hmmm tabhi Murkh kah rahe the logo ko jo tumse media me AAP banane ka bol rahe the...lage raho..

Unknown said...

isase pahle ki koi galat samjhe hum kadaapi nahi kah rahe hai ki tumne galat tarike se kamaya hai..private sector me kaam karne ka ye laabh hai ki imaandaari se, bina dabaav ke achha kaam bhi kar sakte hain aur accha kama bhi sakte hain...private sector-shining India(isme upjaau jamin wale kisaan bhi shamil hain)

प्रवीण पाण्डेय said...

रोचक