बाढ़ के गुनहगार स्पेशल रिपोर्ट इस वक्त ख़बर डॉट कॉम पर अपलोड कर दिया गया है। आप वीडियो सेक्शन में देख सकते हैं। वीडियो सेक्शन पहुंचने और स्पेशल रिपोर्ट देखने के लिए क्लिक करें http://khabar.ndtv.com/MoreVideos
RAVISH SIR. I LIKE YOUR REPORT VERY MUCH. FROM AHMEDABD TO DELHI VIA BIHAR.DHARTI PER JAAM LAGI HAI CHAND KE PAR CHALO. YE FIR SADIYO KI NIND ABHI NAHI TUTI ON BIHAR FLOOD. ISE EK PATRAKAR KI REPORT MANI JAYE NA KI NETAO KE BHASAN IN KHABARDAR. SIR I AM IN GREAT NEED OF YOUR SUGGESTION AND DIRECTION. PLEASE....THANKING YOU.
कोसी के गुनहगारों के हाथ पैर बांध कर उन्हें कोसी की उन्मादी तरंगो के हवाले कर देना चाहिए. बाढ़ के तांडव के पीछे छिपे कड़वे सच को उजागर करने के अलावा रिपोर्ट यह प्रेरणा भी देती है कि सरोकार वाली पत्रकारिता के लिए हमेशा अवसर मौजूद हैं.. बस सरोकार हों... शुक्रिया रवीश.
रवीश जी, मैं भी बाढ़ से सबसे प्रभावित बिहार के सुपौल जिले से ही हूं। हालत ऐसी थी कि यहां दिल्ली से मैं अपने घरवालों को वहां से निकालने के लिए लाख कोशिश के बाद भी नहीं जा सका। खैर घर के लोग सही सलामत हैं, लेकिन जैसी स्थिति वहां बनी है, ऐसा लगता है कि पूरा इलाका कई दशक पीछे चला गया है। बाढ़ के बारे में एनडीटीवी इंडिया ने जैसी खबरें दिखाईं, उसी का नतीजा है कि देशभर से मदद के लिए हाथ बढ़े हैं। आपकी रिपोर्टिंग में जो क्षोभ दिखा, व्यवस्था के प्रति जो झुंझलाहट थी, वह एक आम नागरिक का गुस्सा दर्शाता था।
ravishjee, 17 tarikh ko nav bharat times me jo bihar aur kosee ko lekar aapke lekh me kai trutiyan hai, aisee galtee aapke lekh kee visvassneeyta sandidgh kartee hai. maslan isme prachand kp pahle pradhanmantree aur bad men aapne rashtrpati kee sapath lena likha hai. jahan tak meree jankaree hai is bar jaganath mishra ke ganv ka jo jikr aapne kiya hai, vahan badh nahee aayee hai.
Ravish, Shabd khatam ho gaye hai mere pass. Sara dard udel diya hai tumney... Dekhkar ankh bhar aayee.
Climax me to pathhar mara hai wo achhook hai. (Is report ko tayyar karney me reporter aur cameraman ka hath nahi hai, isey tayyar kiya hai, bihar ki sarkaro, sinchayee vibhag, engineers aur khamosh janta ne). Sach likha hai...
Ravish Bhai bahut bahut shukriya kai nai jankariyan mili is report se. Lekin ek baat samajh me nhi aa rha ki Bihar ki media me is baat ko lekar koi charcha hi nahi hai. 24 september ko supoul ke DM office ke samne baadh se prabhavit 29 gaon ke 175 log dharne pe baithe the unmese kai ko 8 dino se kabhi 1 time khana mila tha to kabhi wo bhi nahi. Lekin ye khabar kahi bhi pramukhta se nhi uthai gai. NDTV pe bhi nahi.
10 comments:
रविश जी, लिंक दे दिया होता तो अच्छा होता।
RAVISH SIR.
I LIKE YOUR REPORT VERY MUCH. FROM AHMEDABD TO DELHI VIA BIHAR.DHARTI PER JAAM LAGI HAI CHAND KE PAR CHALO. YE FIR SADIYO KI NIND ABHI NAHI TUTI ON BIHAR FLOOD. ISE EK PATRAKAR KI REPORT MANI JAYE NA KI NETAO KE BHASAN IN KHABARDAR.
SIR I AM IN GREAT NEED OF YOUR SUGGESTION AND DIRECTION. PLEASE....THANKING YOU.
कोसी के गुनहगारों के हाथ पैर बांध कर उन्हें कोसी की उन्मादी तरंगो के हवाले कर देना चाहिए. बाढ़ के तांडव के पीछे छिपे कड़वे सच को उजागर करने के अलावा रिपोर्ट यह प्रेरणा भी देती है कि सरोकार वाली पत्रकारिता के लिए हमेशा अवसर मौजूद हैं.. बस सरोकार हों... शुक्रिया रवीश.
लिंक दे दें.. टीवी पर भी नहीं देख पाया था.
रवीश जी, मैं भी बाढ़ से सबसे प्रभावित बिहार के सुपौल जिले से ही हूं। हालत ऐसी थी कि यहां दिल्ली से मैं अपने घरवालों को वहां से निकालने के लिए लाख कोशिश के बाद भी नहीं जा सका। खैर घर के लोग सही सलामत हैं, लेकिन जैसी स्थिति वहां बनी है, ऐसा लगता है कि पूरा इलाका कई दशक पीछे चला गया है। बाढ़ के बारे में एनडीटीवी इंडिया ने जैसी खबरें दिखाईं, उसी का नतीजा है कि देशभर से मदद के लिए हाथ बढ़े हैं। आपकी रिपोर्टिंग में जो क्षोभ दिखा, व्यवस्था के प्रति जो झुंझलाहट थी, वह एक आम नागरिक का गुस्सा दर्शाता था।
ravishjee, 17 tarikh ko nav bharat times me jo bihar aur kosee ko lekar aapke lekh me kai trutiyan hai, aisee galtee aapke lekh kee visvassneeyta sandidgh kartee hai. maslan isme prachand kp pahle pradhanmantree aur bad men aapne rashtrpati kee sapath lena likha hai.
jahan tak meree jankaree hai is bar jaganath mishra ke ganv ka jo jikr aapne kiya hai, vahan badh nahee aayee hai.
the link is........
http://khabar.ndtv.com/MoreVideos.aspx?sNm=Video&sSNm=Exclusive&video=1
Ravish,
Shabd khatam ho gaye hai mere pass. Sara dard udel diya hai tumney... Dekhkar ankh bhar aayee.
Climax me to pathhar mara hai wo achhook hai. (Is report ko tayyar karney me reporter aur cameraman ka hath nahi hai, isey tayyar kiya hai, bihar ki sarkaro, sinchayee vibhag, engineers aur khamosh janta ne).
Sach likha hai...
Ravish Bhai
bahut bahut shukriya kai nai jankariyan mili is report se. Lekin ek baat samajh me nhi aa rha ki Bihar ki media me is baat ko lekar koi charcha hi nahi hai. 24 september ko supoul ke DM office ke samne baadh se prabhavit 29 gaon ke 175 log dharne pe baithe the unmese kai ko 8 dino se kabhi 1 time khana mila tha to kabhi wo bhi nahi. Lekin ye khabar kahi bhi pramukhta se nhi uthai gai. NDTV pe bhi nahi.
Bibhav (RTI campaign)
ravish sir,
i tried alot but not geting the video.
that video is not properly run.
vikash
Post a Comment