तस्वीरों में शहर और लोग









5 comments:

Unknown said...

Bahut khub sir.

Rashmi R said...

Ravish ji, Maine apka punjab ka tour follow kar rahi hun. Aapke channel ke through bahut dino ke bad in sheharo me ghoom rahi hun.

I am really disappointed to see that there are people in a progressive state like punjab who will vote based on caste of the candidate.

Punjab mera home state hai to maine yeh keh sakti hun ki punjab me castism ki problem bahut hi kam hai lekin kuch purane log usi ko pakad ke baithe rehte hai.

Secondly, I do not agree with you ki punjab ki sab sadke kharab hai.
Mujhe aisa lagta hai ki punjab ki roads are far more better than rest of india. Atleast highway that connect cities.
In fact, punjab ki roads, US ke New jersey state se bhi zyada achi hai. Mera home state hai, is liye maine jhooti tarif nahi kar rahi.

I visit india every year, I have to travel to Maharashtra, Delhi and Punjab in every visit. It is based on my personal experience.

Rashmi R said...

Current govt in Punjab is most corrupt one. Everybody knows that.

Lekin un logo ne infrastructure pe kam kiya hai.

India me politicians corrupt bhi hai aur kam bhi nahi karte.

Badal sarkar ne corruption ki hai lekin kam bhi kiya hai. I am really against the current state govt but they did accomplish something.

Aapke program me, Amritsar ke kuch logo ne kaha ki woh yahan padai karte hai, is liye apne aap ko Delhi ya mumbai ke logo se peeche samajhte hai.

I do not agree with it as well. Maine bhi apni graduation punjab me ki hai lekin mujhe achi company me job mili. Mere sab classmates achi companies me kam karte hai, aur metro cities like delhi, mumbai , b'lore me rehte hai. Some of them like me moved oversea for jobs or higher studies.

Yeh aadmi ke upar hai ki usko kitna confidence hai.

Unknown said...

तस्वीरें बहुत कुछ कहती हैं !

प्रवीण पाण्डेय said...

दुनिया रंग बिरंगी।