गंगा की आरती, बनारस









35 comments:


  1. गंगा जी के घाट पर लगी भक्तों की भीर ,
    वाणी ऐसे बोलते जो लगे हृदय भेदी तीर .

    Second one

    मेरी गंगा-यमुनी नाज़ो तहज़ीब क्या फिर टूटेगी ;
    शिव की काशी भी खाकसार से क्या वैसे ही रूठेंगी.

    more at atulavach.blogspot.in

    ReplyDelete
  2. SIR JI adbhut hai hamari sanskriti

    ReplyDelete
  3. SIR JI ek question bahut dino se pareshan kar raha hai.
    Aapke bare me koi bakwas karta hai to humhe bahut gussa ata hai, aur hum sabhi followers aapki taraf se vakalat karne lagte hai .Chahe vo social media par ho ya fir hamari day-to-day life.
    Aapne pehle bhi kaha tha ki koi aapko "Congress ka dalal" na kahe par fir bhi kuch log baz nahi a rahe hai.
    Hum followers jab comment-fight karte to isme aapka kya reaction hota hai.Kya aapko ye sahi lagta hai, un logo ko jawab dena chahiye ya fir chup-chap aise logo ki bakwas ko tolerate karte rahena chahiye?

    ReplyDelete
    Replies
    1. na toh aapke chup rahne se koi farak pdhega na hi kuch bolne se. kuch toh log kahenge , logon ka kaam hai kehna.. tum Padhaai mein dhyan do beti :P

      Delete
  4. SIR JI aapke answer ka wait kar rahi hu.

    ReplyDelete
  5. Gangaji kee aarti ka drishya anootha aur adbhut hai. Aapka Sahson(Shayar Mata ji ka Mandir) jana samajh me nahi aaya. Kya Pt Nehru ke constituency ko cover karne ka programme tha jo kisi vajah se tal gaya.kunki Banaras se Azamgarh ke raste me Sahson Phoolpur to nahi aata.

    ReplyDelete
  6. Ravish Ji,

    Es chunav ki tapish me Banaras jhulash raha hai. Aise mien Ganga Arti aur Sankat Mochan Sangit Samaroh kuch Sukun deta Hai. Maan ki vayatha yahan kuch kum ho jati hai.

    ReplyDelete
  7. OMG! हे गंगा माई!
    ये आरती तो पूरा 'बिजनेस' दिख रहा है!!!!
    :(

    ReplyDelete
  8. In our country, everything revolves around rituals. Nobody dare question it.

    Why is it that people get agitated when rituals are questioned and not when they see the deteriorating state of Ganga the River!

    ReplyDelete
  9. Ravish ji, kal shayed pahli bar maine modi ka interview dekha. soch rahi thi ki agar aap hote to modi se kaise saval puchte ya modi kaise javab dete. kuch bate unki acchi lagi, kuch sahi bhi lagi, par bate to bate hai, bato ka kya? Ho sakta hai ki ve kuch accha kar hi jaye.

    ReplyDelete
  10. lagta hai apki varanasi visit kafi lambi thi...achha cover kiya hai apne ise.. ab bas wait kar rhi hu ki kab ise prime time par telecast kiya jayega... Varanasi ko sirf ek relogious city k taur par jaana hai .. iske social,economical aspects k baare me janane ki bahut iccha hai...

    ReplyDelete
  11. कहीं पढ़ा था ये आरती टाटा के किसी रिसोर्ट/ताज होटल के अधिकारियों द्वारा शुरू करवाई गई थी। पूरी तरह से याद नहीं आ रहा अभी।

    ReplyDelete
  12. ek nbr ke fake aarti lag rahi hai..ram leela type kapde pahne ladke notanki wale jyada pandit kam lag rahe hai..mujhe is chhalawe se bahut nafrat hai..gangji ki durgat banakar naach rahe hai besharam..aur koi gyanchand bhadke isase pahle bata du mai hindu brahmin hoon..huh

    ReplyDelete
  13. Shivani Ji
    Apne bhagwan Ravish ji kee aarti utarna shuru kar deejiye..Pahla bhagwan hoga jo koi Dharam nahi balki jaati shuru karega

    ReplyDelete
  14. राम तेरी गंगा मैली हो गई...पापियों के पाप धोते-धोते.....!

    ReplyDelete
  15. SIR JI aapke jawab ke intezar mein hu.

    ReplyDelete
  16. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  17. Aap ke SIR JI jaati ke dukan chamka rahe hain..Bcoz samprdayik shaktiyon ko door rakhne ke supari jo lee hai.

    ReplyDelete
  18. Lashkar-A-Sikular and Jaish-A-Media gang is speeding cast venom in UP.But this time common people will not fall in this trap.They will choose the government which will make sure the progress and development of Nation.Jaati-Dharam kee dallebaji will be finished in few days.

    ReplyDelete
  19. Banaras ka ek PT to banta tha :-(

    ReplyDelete
  20. हम भेष बदल कर फकीरो का , देखेंगे खेल बनारस का। कहते है बनारस भारतवर्ष में ब्राह्मणो और कर्म काण्ड की भूमि रही है. पंडित जवाहर लाल नेहरू ने जिस कांग्रेस की स्थापना की ओ ब्राह्मणो और मुस्लिम समीकरण पे आधारित था। जब तक सत्ता ब्राह्मणो के हाथ रही तब तक, हिन्दू मुस्लिम एकता जिंदाबाद , जातिवाद और सम्प्रदायवाद को पिछड़ी सोच की तरह देखा जाने लगा, एक बुद्धिजीवी विचार सा बन गया हिन्दू मुस्लिम एकता। हमने भी बचपन पे यही पढ़ा, जाना , और समझा है।
    जब कांग्रेस के हाथ से ब्राह्मणो की सत्ता छूटी, छेत्रीय पार्टीयो कस उदय हुआ, मुस्लिमो का भी कांग्रेस से मोह भांग हुआ, तो सत्ता पे अपनी पकड़ के लिए ओहि बुद्धिजीवी समाज आरएसएस का थिंक टैंक बन गया और यही से इनका प्रोपोगेंडा (पुश्तैनी काम ) शुरू हुआ। आज आलम ये है, गांधी जी को गली देना, अल्प संख्योको को डरना, नाथूराम जैसे लोगो का महिमा मंडन करना इनका प्रमुख्य सामाजिक एजेंडा है। ये ओ बुद्धिजीवी है जो अपने समाज के (अनुशुचित जाती, अनुशुचित जनजाति ) लोगो तो तो आज तक अपना नहीं सके लेकिन विश्व गुरु बनाने का दम भरते है।

    बनारस में सबसे ज्यादा जन ब्राह्मणो की है और ऐसे जगह से मोदी हार जाये, ये तो ब्राह्मणो की कुटिलता, तथाकथित श्रेष्ठता, और राजनीति पे प्रश्नचिंह खड़ा करना हुआ। इस लिए रविश जी मान लीजिये अभी स्टाइल में रहना है , बुद्धिजीवी कहलाना है तो, मुस्लिम विरोध किया कीजिये जो राष्ट्रवाद का पर्यायवाची शब्द है इनके डिक्शनरी में।
    आप को समझा सकु मुझमे ये दम नहीं
    इस लिए
    हम भेष बदल कर फकीरो का , देखेंगे खेल बनारस का।

    ReplyDelete
  21. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  22. Hello Ravish sir,

    aaj maine ndtv primetime me Banaras BHU me hua show dekha. waha left ke bare me discuss hua.maine waha dekha ki left social media me nahi hai to mai aapko kuch dena chahunga jis se aapka vichar badle.I invite you to twitter. Thank u

    FOLLOW ON TWITTER
    COMMUNIST REVOLUTION

    @dear_teenagers
    @antithinkstanks
    @babe__ruth
    @billwilson
    @racismfacts
    @peopleyouneed
    @huey_pnewton
    @radicalorslave
    @the_revolution
    @things_u_need
    @workingclass
    @tupacshakkur
    @jpmorgans
    @mikhailbakunin
    @politicalletter
    @rebellingslave
    @rosa__luxemberg
    @dearpornaddicts
    @jfkennedys
    @ignorednews
    @dearshopaholics
    @reasons2blazy
    @themarlonbrando
    @malcom___x
    @nostradamu_s
    @albertcamus
    @dearconsertive
    @anti_reform
    @pablo_neruda
    @mi2chaeljackson
    @pablopicasso
    @gorevidal
    @martinluther
    @georgecarlin
    @sigymund_freud
    @francis__assisi
    @ann__landers
    @texttomyboss
    @popejhonpaulll
    @martinlutherk
    @tweet4taiji
    @communist_whale
    @overtdictionary
    @deardrugaddicts
    @how2getfired
    @the_voltaire
    @agitationtips
    @reasons2dropout
    @humanityneeds
    @shitudontneed
    @things_u_need
    @reasonstorevolt
    @jhonk_galbraith
    @howard_zinn
    @the_socrates
    @anti_mcdonalds
    @hochiminh
    @radicalpoverbs
    @radicalbooks
    follow these accounts of twitter

    ReplyDelete
  23. Ravish ji Apka dhanyawaad yeh adhbudh taseever share karne ke liye. God Bless You. Jai Mata Di

    ReplyDelete
  24. अभी बनारसे में हैं ?

    ReplyDelete
  25. sarkaar chaahe kisi ki bhi bane, 2014 ke aam chunavon ka "HAASIL-E-MEHFIL" ......'ravish ka road show' hi hai.

    ReplyDelete
  26. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  27. Rvish ,kal apki Varanasi k D.M. k saath hui bat dekhi. sach, kuchh log apne niji swartho k kaaran apni viraasat ko gart me dhakel rhe hain.. really ashaming...
    in the same way ,hmare Lucknow me v kai sare monuments nd buildings khandahar me tabdeel hote ja rhi hain aur kuchh years me shayad rahengi hi nhi..
    magar is bat se thoda satisfaction hua ki,in Varanasi, they have a plan for it...
    Well ,you were looking gud in that black T-shirt.. :D

    ReplyDelete
  28. @Nitin Srivastava, mujhe pata nahi tum kaun si duniya me rahte ho ki tumhe pata nahi ki cast kitna bada factor hai election me, aur modi ke jitne harne se ye khatam nahi hone vala.
    Jo sacchai hai vo samne aana chahiye vaise tumhari language se lag rha hai ki tumhare jaise log hi aaj kal social media pe trolling karte hain :)

    ReplyDelete
  29. Verma ji
    Caste sacchai hai..i agree but patrakar/Anchor kaa kaam hai usko badhava na de.Har seat par jakar caste equation batna kaunsi patrkarita hai??On same logic hindu/muslim relation main bhee kai sacchai hai fir sikular log usko Ganga Jamuni bhai chara etc k naam par chupate kyon hain???Jo is baat ko uthaye woh communaal ho jaate hain fir caste kee baat karne wala jativadi kyon nahi kahlata??

    ReplyDelete
  30. bahut accha laga Ravish ji ye sare photo dekh ke, vaise aaj kal ek naya trend aa gaya hai agar aap Modi ka virodh karte hain to ya to aap deshdrohi hain ya phir pakistani, mujhe lagta hai Modi ke IQ aur Rahul ke IQ me jyada difference nahi hai, per sochne vali baat hai ki jo person debate me participate nahi kar sakta vo hamara yaha PM ka davedaar hai

    ReplyDelete
  31. Modi virodhi koi vikalp nahi de rahe hain..Ab PM bhee apni vichardhara ke tarah china se import karoge kya?

    ReplyDelete
  32. Aap v itni ghud bato ko samajhane/samjhaane , janane ke baad v benaras ki arti wali general auro ki tarah photo laga hi di............. kuch samajh me nahi aya. aap ne logo ko wo benaras dikhaya jo aajtak kisi ne nahi dikhaya samjhaya apne prime time me phir ye pic kyu...?...... virodhabhas pratit ho raha hai.....? kripya sambhav ho to sanka kajavascript:void(0) samadhan kare......
    Apka
    Pathak/darshak/follower/fan/alochak

    ReplyDelete