चाय, फ़ेसबुक और सैमसंग

आज पांडव नगर में दिलीप कुमार से मिला । दिलीप यहाँ पिछले सोलह साल से चाय बेच रहे हैं । इनके पास सैमसंग गैलक्सी मोबाइल फ़ोन है । दिलीप अनपढ़ हैं । कभी स्कूल नहीं गए । बिहार के भागलपुर से दिल्ली काम करने आए तो पहले साल कूरियर कम्पनी में काम किया था । वहीं उन्होंने पहली बार ए बी सी डी लिखना पढ़ा सीखा और अंग्रेज़ी में लिखे पतों को पढ़ने लगे ।


दिलीप ने जब मेरी तस्वीर लेकर फ़ेसबुक पर डाला तो हैरान रह गया । उनके दोस्तों ने कहा कि ये वीडियो यू ट्यूब पर अपलोड कर देगा । हम अपने बदलते हिन्दुस्तान को देख नहीं पा रहे हैं । दिलीप को आम आदमी से उम्मीदें हैं । 


जब मैंने दिलीप से कहा कि किया ने जानते हैं कि नरेंद्र मोदी चाय वाले हैं । दिलीप ने कहा कि दो तीन दिन पहले सुना कि चाय बेचते थे । मुझे अच्छा लगता है कि कोई संघर्ष कर आगे बढ़ता है । मोदी चाय वाले हैं तो क्या आप एक चाय वाले को वोट नहीं देंगे । देखो जी वोट देंगे या नहीं देंगे ये तो बाद की बात है । सिर्फ चाय बेचने से कोई चाय वालों का नेता नहीं हो जाता । जब जनरल इलेक्शन होगा तो सोचेंगे । विचार करेंगे ।


लेकिन क्या आप हर तबके में स्मार्ट फ़ोन और फ़ेसबुक की घुसपैठ को समझ पा रहे हैं । फ़ेसबुक पर होने को बाद भी यह सूचना दिलीप के पास अभी पहुँची है कि मोदी चाय बेचते थे । जबकि महीनों से यह ख़बर चल रही है । दिलीप के फ़ेसबुक पेज पर अश्लील तस्वीरें भी आ गईं हैं । उन्हें नहीं पता था कि कैसे टैग को ब्लाक किया जाता है । दिल्ली की यह कहानी कुछ रोचक नहीं लगी ! 

27 comments:

  1. Ravish ji phir v wo sikhne ke kram me hai sikh raha hai..... badi baat ye hai ki wo assembly aur general election me antar jaanta hai nahi to delhi me bhi bjp wale narendra modi ke naam pe hi vote maang rahe hai...

    ReplyDelete
  2. Dear Raveesh Ji,

    Kuch toh baat hai aapne jisse main itna prabhavit hoon. aapki kisi bhi cheez ko kehne ki nazakat,use bolne ka tarika,kisi bhi cheez ko dharatl se jod kar dekhna, shayad yahi woh sab khubi hain jo mujhe aapki oor aakarshit karti hain.chahe woh badki mai ki baat ho ya ghaas khate bakri ki...Hats off.

    Akash
    www.akash3329.blogspot.com

    ReplyDelete
  3. Ravish sir, badalte bharat ko me bhi facebook se hi dekh paa raha hun kyonki media bik gayi hai.

    ReplyDelete
  4. badlte bharat ko hum ne to gujarat me dekha hai... jaha dur se dur chhote se gaon me bhi pakki sadke he 24 hours bijli he narmada ka pani he.. aapko shayad achha na lage par me 38 salo se gujarat me pali badhi hu.. par gujarat ki kaya palat hote jo pichhale kuchh salo me dekha he vakhi dekhte banta he... education emplyment cleanliness health koi sector baki nahi jaha tarkki nahi huyi... Gandhi nagar ki sadko par ek bar chalke dekhiye aap yakin nahi kar paoge ye vahi gujarat he... brts ne ahmedabad ki ronak badli di he kher ... gujarat ke bare me likhne ko page kam pad jayeng...par sach ye he ki bharat sach me badal raha he. terkki kar raha he.. aur har badlav kuchh pareshani leke aata he...par fir bhi badlav jaruri to he..

    ReplyDelete
  5. Mobile ke kshetra me hamne bahut taraqqee kee hai. Mere hisab se jarrorat se jyada hai.Iska ek main vajah kisi bhi cheej ka galat istemal karne me hamari maharat. Mobile me film aur gaane dekhne ke alawa koi kam nahin. Yeh hamare jamane me paida hue hote to suicide karne ke liye kuan(well)kam pad jate.

    ReplyDelete
  6. आपको पढ़ना सुनने जैसा लगता है। यूँ ही भारत को टटोलते रहिये। शुभकामनाये।

    ReplyDelete
  7. Aap aisa likhte hai ki jab tak do teen baar padh nahi leta man nahi bharta sir

    ReplyDelete
  8. Aap aisa likhte hai ki jab tak do teen baar padh nahi leta man nahi bharta sir

    ReplyDelete
  9. ravish ji, aapne shaayad 'block' ko 'blog' likh diya

    ReplyDelete
  10. Museum ko JaaduGhar Kyun bolte hai, Ye baat Pata Chali Kya Sir? Pata Chale to Hume bhi batana. Museum ko Jaadughar bolte bolte Bachpan beet Gaya par museum Ke jaadu ka Raaz Nahi Pata Chala.

    ReplyDelete
  11. Ravish Bhiya hum ta ihe kahab ruwa bat me jadu ba , jb kabhi programming krte krte dimag dukh jala tha ta ruwar blog khol ke padh lewe ni bhot acha lagela ,sach btai ta delhi me ab apn ghr ke aadmi jaise feel hola hum hr roj apne ke prime time dekhile net pr agr chhut bhi ja la ta bad me dekhi le lekin dekhile jarur IP university ke lab me bhi baith ke jb bhi time milela college kaila ke bad tb ruue likhlka blog padh leweni... Delhi me phile hmra bole me bhot dr lagt rhe lekin ab hmra me bhi aatma vishwas jagl ba ....hmro English thik naikhe lekin ab nirash na hoyeni.... ab bs aapke jaisa confidence ho jaye ta kowno bhasa hoke ...dikkat na hoi... ta bhiya thik ba manobl badhawat rhi bhot bhot bhanyabad ba... RITESH KUMAR(KESARIYA, MOTIHARI,BIHAR) Delhi me (MCA IP UNIVERSITY ,rnsoni99@gmail.com ) GOOD NIGHT BHIYA

    ReplyDelete
  12. bharat yahan kuch aage nikalta dikh raha hai..smartfone..fb...par ye to delhi ki baat hui..hamare gaon me tej awazo wali karboon..china mobile jyada use ho rahi hai..

    ReplyDelete
  13. Museum ka sahi arth mere jankari main hai"Ajaayabghar" yani nai prakar ya ajab prakar ke vastuon ka sangrahalaya.

    ReplyDelete
  14. मुझे क्या पता ?क्यूँकी मैं उन महानुभावों मैं से हूँ जिन्हों ने कभी फेसबुक देखा भी नहीं:) अकाउंट दूर की बात :)
    samsang galaxi भी नहीं है :)
    और हाँ delhi से भी नहीं हूँ :)

    चाय मेरा national drink है as well मेरा favorite भी :)


    ***museum ko Gujarati main sangrahalay hee define kiya gaya hai
    Hindi ka bhi shayad vahi hai haaan bhojpuri :-p ka nahin pata :) vidhvadjan prakaash daalen pls :)

    ReplyDelete
  15. Sir adhe se jyada fb pe jo account hain we fake hain.

    companies/corporate netaon ke liye tweet karti hain.
    main ek udaharan dena chahoonga apne kabhi modi ko english me bhasan ya kisi news be baat karte nahi dekha hoga haan par ye baat alag he ki wo tweet or post english me hi karte hain.

    Manish Kumar Mishra
    (village-kataiya,Madhubani(bihar)

    ReplyDelete
  16. Ravishji Ak की रेली को join कर लेने से RKR complete नहीं गिना जाएगा :-p kya hai?:) join BJP as well as cong both :)

    bcz after watching Rajiv mishra's talk with dr Harshvardhan i can not even believe that sheela dixit can speak up to these much down market politics (when he said his vasectomy + Unisef polio project (ऐसे लोगों पर हमारे देश को गर्व होना चाहिए जो देश को रोगमुक्त करने का सिर्फ सोचना ही नहीं कमर कास के काम कर के परिणाम लेकर वोट मांग रहा हो--obviously vote दें न दें यह बाद की बात है--Ak का सवाल सही भी हो 13 साल वाला but he must not skip the respect of work done by his opponent ! i mean-it is expected quantity of politician like him :) isn't it? Welll ravishji यही बदलाव है---Changes on micro levels-of--biz,society, service, education, and last but not least the politics :) say yes!

    ReplyDelete
  17. Ravishji aap jis topic pe bhi likhte hain na..wo jeevit lagne lagta hai..Padhte waqt lagta hai ki "Ravish ki Report" sun rahe hon. Aur pata nahi kyoon..desh ke dusre chhor pe rahte huye bhi lagta hai ki kisi ghar waale ki baat sun rahe hain!
    Bas dil karta hai sunte rahe.

    ReplyDelete
  18. Ravish ji

    Kal aap party k sath aapke smvad ka tarika ajab gajab bahut hi sundar tha. koi kitna bhi likh le, koi kitna bhi bol le, yadi uska presentation acha nahi to sab bekar hai. Lekin aap ka presentation...wah bhai wah.

    ReplyDelete
  19. RAVISH JI kal ke Arvind ke road show par bhi ek blog likh daliye na.

    ReplyDelete
  20. kabhi delhi aaker aapse milna padega sir.......aap sab ki itni khichai karte hai...kabhi aapse saamne baithkar baat karna chahta hn

    ReplyDelete
  21. Thanks for yesterdays Ravish Ki report ...sach mein maza aa gaya ....

    ReplyDelete
  22. facebook twitter ka asal use to cobra post aur gulail k recent operation Blue Virus ni lgbhag clear kr hi diya h sir ji. hum aur aap to bs chhutbhaiye user h..asli khiladi to ye IT companies hi h jo bde bde khel khelti h.

    ReplyDelete
  23. बदलाव तो हैं पहले जहाँ फेसबुक अंग्रेजी स्कूल के बच्चे लड़कियो को पटाने के लिए इस्तेमाल करते थे वही आज फेसबुक स्कूली और काँलेजी जमात से आगे बढ़ कर आम जनता मे फैला हैं और पहले वाले watsapp, ping wechat, line जैसे apps का इस्तमाल कर के हर इंसान की निजता को खत्म कर रहा हैं और अपनी मानसिकता दूसरो पर थोप रहा हैं और राजनीति मे प्रचार का इससे अच्छा विकल्प और कोई नही हो सकता

    ReplyDelete
  24. Hum Bhartiya log political hai aur aassani se ye nahi batate ki kisko vote dena hai.
    Kyuki hum kisi ko naraz nahi karna chahate hai pata nahi kab kisase kaam ped jaye

    ReplyDelete


  25. aath ka gene aur AAP

    matdan





    दिल्ली या राजस्थान
    गर ज्यादा मतदान
    कांग्रेस को नुकसान।

    आप या किला , बनेंगे पहलवान (kila-kishori lal meena)
    कहीं बन ना जांये शैतान
    देखे जरा जनता का फरमान।

    नेताजी का बयान
    वोटर करते हैं हैरान
    नहीं बचा उनका ईमान।

    नोट लेकर करें परेशान
    जीतू तो करू गंगा स्नान
    जय जय चुनाव महान


    Posted by Atul Kumar at 22:39 No comments:

    ReplyDelete
  26. फेसबुक की पहुँच कितनी होने वाली है, जकरबर्ग भी आश्चर्य करेंगे। दिलीप उद्यमी अधिक हैं, भावनात्मक कम, सोच समझ कर वोट डालेंगे।

    ReplyDelete