मोबाइल में पड़ी तस्वीरें

यह सब इतिहास का हिस्सा बन जायेंगी । गुड़गाँव में योगेंद्र यादव के प्रचार के समय ली थी । 


11 comments:

  1. kisi ko yaad krne ka sabse accha tarika bus uski tasvir utha ke dekh
    lo vo samay pal sab yaad aa jata h

    ReplyDelete
  2. kisi ko yaad krne ka sabse accha tarika bus uski tasvir utha ke dekh
    lo vo samay pal sab yaad aa jata h

    ReplyDelete
  3. Bilkul sahi yaadein hi rah jati hai.
    Sir aapko apna adarsh maan chuka hu.
    Agar koi galti hui ho to maaf kar dijiyega.

    ReplyDelete
  4. Sir itihas ban jana or bana jana m bada barik sa antar hua... Ye sab itihas bana k hi manenge.. Bade ziddi kisam ki public hai!!

    ReplyDelete
    Replies
    1. AAP KA NAAM ITIHAS ME LIKH DIYA GAYA HAI....BAHUT SWARTHI LOG HAIN NAUTANKIBAAJ HAI...HARISHCHAND KI .VIRASAT SE HAI...ITNE IMANDAR LOG TO PAIDA HI NAHI HUI JO AAPLOG HAIN...

      Delete
    2. Sirji sirf imandari se to desh chalega nahi! Baat to in volunteers k jazbe or irado ki hai.. Or itihas inhi irado se banega. Jane kaese koi cong-bjp k jhulo m avi b jhul saqta h!!

      ho saqta hai apka experience alag ho mjhe to in logo k intentions m koi kharabi nhi dikhti

      Delete
  5. एक तस्वीर, हजार शब्दों के बराबर !

    ReplyDelete
  6. Hum bhi ye hi chahate hai ki aam party humare itihas ke panno pe apana naam aur kaam sunhare aksharo me likhe ..hum vo bharat dekhe Jo sirf kitabo me padha hai...dekha nahi

    ReplyDelete
    Replies
    1. Anandita ji bahut achhi baat kahi aapne!
      Kitabon wale Bharat ka intzaar!

      Delete
    2. This comment has been removed by the author.

      Delete
  7. SIR APNE PURE CHUNAW ME BAHUT HI ACHHA COVERAGE DIA APNE JAMINI SACHHAI DIKHAI USKE LIYE APKA SUKRIYA!! YE CHUNAW MUJHE HUMESHA YAAD RAHEGA!! AGAIN THANKS! HAAR JEET TO SAMAY KA KHEL HE LEKIN KOUN KESE LADA YE BHARAT YAAD RAKHEGA!!!

    ReplyDelete