बनारस में केजरीवाल





20 comments:

  1. Chaa gaye kejriwal banaras me :)

    ReplyDelete
  2. Mere ghar ka rashan isi dukan se aata hai 10 saal se..:) lanka pe hai na sir? apko batana chhaunga inse pooch ato bole kejriwal ko vot nahi denge..karan to nahi bata paye bus bol diye har har modi..:P

    ReplyDelete
  3. Namo ki nakal yaha bhi... fir kis change ki baat karte hain... sab apne fayde ke liye karte hain.. nikle the system change karne lekin khud change ho gaye..

    ReplyDelete
  4. Bahut badhiya. Ek aur Kejriwal.

    ReplyDelete
  5. बनारस का दिल वाकयी बहुत बड़ा है सबको जगह दी है ।

    ReplyDelete
  6. Ravish Bhiya Pranam,
    Kahan se laate hain itni energy aur presence of mind garmi mein sadak per thake hue phir bhi dhoond hi lete hain Khabar, Khair Kejariwal sahab itni jaldi dukaan bhi khol daali Benaras mein aur kahte hain aam aadmi hoon. Khair election ke baad Modiji haare to CM rahenge, Kejariwal ji haare to ..............dukaan pe baithenge pahle confusion tha kya karenge aapne door kar diya, aakhir kaam bhi to karna hai.
    regards

    ReplyDelete
  7. Ravish ka secondry Employer kejriwal who pays more the primary employer NDTV

    ReplyDelete
  8. केजरीवाल और AAP चर्चा का विषय है पूरे देश में! कुछ ने अपना लिया है उनको और कुछ ना अपनाने की वजह से परेशान है!

    ReplyDelete
  9. pata nahi ravish kumar ka lamhi episode kis kis ne dekha ,kintu chunav se premchand ko jodna ravish ke hi bas ki baat thi . bahut cleverly unhone sahityakar ki is samaj me upeksha &prasangkikta par focus kar diya .sath hi premchand ke sachche follower dubeji ko dikhakar netao ko sabak bhi diya ,sachche follower kisko kahte hain ? episode dekhkar meri bhi aankhen nam ho gai thi . ravishji ne patrkarita me sensitivity ka apn anokha fiavour diya hai .
    2 secs · Like
    डॉ नीहारिका रश्मि

    ReplyDelete
  10. Harne ke baad Kejriwal kya karenge ye mat socho. Apne liye socho kyon ki "Bure din aane waale hain" Reliance ne Modi ke aane se pahle Gas keemat badhane ki req. ki hai, jisase dheekra Modi ke sir par na phoote. To "BURE DIN AANE WAALE HAIN.'

    ReplyDelete
  11. Lagta hai Rubbish k andh samarthak UPA3 ke govt chah rahe hain

    ReplyDelete
  12. Ravish Ji Pranaaam,
    Aaj ke daur mein Patrkarita bechne ki cheez hai, aur aap Munshi Premca aad ko yaad karke Patrkarita ko "Mehsoos" karne layak bana diye. Aapka prog. Beshkeemti hai.

    ReplyDelete
  13. Nitin Ji, humne pahle hi kaha Kejriwal/Modi ki chhodo apne aane wale samay ke liye Raj Kapoor ki tarha Jump Suit silva leejiye. Aage baar-baar uski jaroorat padne wali hai, aur bura kyon mante h

    ReplyDelete
  14. Kal aapko bhu iit par dekha khushi hui sabhi journalist aajkal bhu aa rahe hai kabhi fursat mei law faculty aaiye aapko ek swasth rajnitik mahaul milega

    ReplyDelete
  15. अवारा कुत्तों की तरह बिना सोचे समझे, बिना जाने बूझे जब चाहे तब किसी को भी दौड़ा लो जब चाहे तब किसी पर भी भौंकने लगो. जब चाहे तब किसी को भी काटने में जुट जाओ.
    दिल्ली में सफल हुई केजरी गैंग की ये "कुकुर-तकनीक" बनारस में केजरी गैंग पर कहर ढा रही है. अपनी "कुकुर-तकनीक" के अनुसार बनारस में नरेन्द्र मोदी के खिलाफ मुंह से एक भी अपशब्द निकालते ही दिल्ली नस्ल वाले "केजरी-कुत्तों" के स्थायी इलाज़ के लिये बनारस की जनता उनका मेजर ऑप्रेशन तत्काल वहीं कर देती है. दिल्ली नस्ल वाले "केजरी-कुत्तों" के ऐसे मेजर ऑप्रेशन बनारस में आम हो गये हैं.

    ReplyDelete

  16. आम आदमी पार्टी का रंग सारी दुनिया पर चढ़ा है. भारत में जो लोग इस "आम-आदमी लहर" को अनदेखा करने का नाटक कर रहे हैं, बहुत जल्दी अपने विचार बदल देंगे. सारी दुनिया पढ़े-लिखे लोगों के राजनीति मे आने पर हमेशा से विचार करती रही, पर ये हिम्मत सिर्फ़ हमने दिखाईं।

    ReplyDelete
  17. Ravish ji banaras me ek Kejriwal Tyre ki shop bhi hai, wo last year visit par dekha tha, photo nahi lesaka par socha tha ki ek din kejriwal jab banaras aayege to apna naam ka store dekh kush hoge.,.aaj sach bhi huaa....samay samay ki baat hai..baki logo ko pata hona chahiye ki ye shops banaras me saalo purani hai..AK se inka koi lenadena nahi...kejriwal surname ko pahchan Arvind ki wajah se hi mila hai is me koi shak nahi...koi vote de ya na de.

    ReplyDelete
  18. हम भी यहाँ पहुँच गये हैं, पहली बार देखा तो मुझे भी लगा कि खरीद लिया गया है।

    ReplyDelete