धवल नैनिताल

ये आज नैनीताल की तस्वीर है । बर्फ ने सफ़ेद कर दिया है । 




14 comments:

  1. Kahan kahan ghoom rahe sahib. Mukesh bhai ne chartered air craft de diya hai kya. vaise tasveer achee hai. Pahle batate to hum bhi ghoom lete.

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  3. Gujrat ke bareme, 1500 jagah ke liye 1500000 yuva aavedan karta he,
    Aur 1000000 lakh dene vale ko nukari milti he e s viksit rajay me. Jay ho modi babaki . Me ushake gujrat se hu.

    ReplyDelete
  4. Ravish jee aap apne fans ko bina kisi karan ke twitter mein block kyun karte hain? Meri aapse kya dushmani Thi? Aapki koi bhi program main miss nahi karti. Lekin kya mujhe aapko follow karne ka bhi hak nahi hai ? Dukh Hua yeh dekhkar ki aapne mujhe block kar diya. Arey sahab koi reason to bataiye.main koi political party se nahi hun.ek common Indian citizen hun aur mujhe aapki journalism pasand hai. Lekin mera kasoor kya hai?

    ReplyDelete
  5. Nature k karib hona.......ishwar ke karib hone jaisa hai.....enjoy kijiye!

    ReplyDelete
  6. Shayad aap tallital par kahin hain... Mallital se ekadha fotu lete na.. Bahut sundar ata.

    Nainital se candles or namkeen jarur le jayiega. Or ghum hi rahe hain to Jageshwar Mukteshwar Kausani cover krne ki kosis kariega... Nahi to asha karta hu aap sadak se jaiega to bhimtal wale raste m bhimtal naukuchiyatal ja saqte hain wapasi m....

    Uttarakhand m aapka swagat :) asha krta hu anubhav badiya rahenge..

    ReplyDelete
  7. सोमा,

    मैं बीच बीच में ट्वीटर फ़ेसबुक बंद कर देता हूँ । आपको ब्लाक नहीं किया है ।

    ReplyDelete
  8. अरे वाह ! मुझे लगा नहीं था ६ महीने से ज़यादा बर्फ़ में रहकर मुझे बर्फ़ की तस्वीर अच्छी लगेगी :) । भारत में रहते हुए कभी ये सफ़ेदी देखना नसीब नहीं हुई। और अब ये हाल है कि शहर आधे साल अपने इस सफ़ेद प्यूपा में जमा रहता है और बाकी के बचे महीने तितली जैसा रंगीन। ख़ैर, अच्छा है झील अभी तक जमी नहीं। थोड़ा जमा थोड़ा पिघला देखकर अच्छा लगता है। Have a nice trip ! Enjoyyyyyy :)))

    ReplyDelete
  9. नयनाभिराम, प्रकृति के स्पंद..

    ReplyDelete
  10. MANANA PADEGA AAPKO PAHLE MUMBAI PHIR PATNA AUR NAINITAL GAJAB KA STAMINA HAI AAPKA

    ReplyDelete
  11. Mai Nainitaal gaya hun..garmi ke samay..

    Abhi ki tasveer dekh kar aadbhud lag raha hai..

    ReplyDelete
  12. hamara Uttrakhand kainsa laga aapko sir ji ?

    ReplyDelete
  13. Please friends subscribe to youtube channel -Video Volunteers
    http://www.youtube.com/user/VideoVolunteers?feature=watch

    It is the least you can do to contribute towards society development

    ReplyDelete
  14. Ravish ji, agar aapko mauka mile toh aap nainital town me Birla vidya mandir school jarur jaiyega. Uss school ke upar ek choti (peak) hai sher (lion) ka dhanda. Waha se aapko nainital town ki asli khubsoorti dekhne ko milegi. Wo nainital ki sabse unchi choti hai. Maine Birla vidya mandir me as a student 2 years spend kiye hain. Uss choti se aap jarur dekhiyega.

    ReplyDelete