मौजूदा दौर में भगवान को भी लोग मस्ती के कामों में हीं याद करते हैं, आज के इस स्वार्थी दुनिया में भगवान जी तो युवाओं के मस्ती के माध्यम मात्र बन गए हैं। क्षमा करें शिव जी...
mere hath me subha aakhbar mat do! Dard me dubi hogi muhabat kisi ki ! Kahi maut ki wajah nafart kisi ki! Kahi jal mari hogi aaurat kisi ki kahi lut gai hogi iizat kisi ki !!
Savere savere gam ka thyuhar mat do mere hath me subha aakhabar mat do !!
Kahi isme carcha to tufa ka hoga ! Carcha kahi sahar vera ka hoga ! Kahi khun hindu musalma ka hoga !lahu sirf isme to insa ka hoga !!
Mere dil pe gam ki aab bauchar mat do ! Mere hath me subha aakhbar mat do !
Kahi bam se gadi udi hogi isme lahu se khabar sab judi hogi isme ! Hawala me neta ki hogi gawahi ! Mara hoga sarhad pe watan ka shipahi !!
Rahnumai ka mujako aab yetbar mat do ! Mere hath me subha aakhabar mat do !!
Mazil musafir safar pr mai aasu girauga kis-2 khabar pr mai aasu ! Aamiro k-tarze hunar pr mai aasu garibo k tan pr jigar pr mai aasu!!
Ye aasu girane ka hathiyar mat do mere hath me subha aakhbar mat do !!
Mai khamosh rahta hu pr janta hu jo uthti hai mujh pr nazar janta hu iska har presth lahu se hai tar janta hu !
Bina pade is me likhi khabar janta hu mere dil ko nafart ka veypar mat do mere hath me subha aakhbar mat do!!
(howkar khata hai )
bada luft tumahare is inkar me hai aaj nafrat ka mahowl sansar me hai mai hu majbur gurbat ka mara ak hawkar mere bacho ki roti is aakhbar me hai ......
Savere -2 mujhko inkar mat do mere hath me wapis aakhbar mat do .................
duniya mein umeed bhi bas sakti hai usse inkaar na do bastion mein aaj bhi bache khelte hain usse assweekaar na do jeevan ka pauda aasani se marta nahin itni jaldi usse thukraar na do savere savere kaale pannon waala akhbaar mujhe mere yaar na do
मॉडर्न फ़ॉर्मेटीकरण है, हर हर महादेव ।
ReplyDeleteDevtaon ko suvidhaon se vanchit kyoon....
ReplyDeleteमौजूदा दौर में भगवान को भी लोग मस्ती के कामों में हीं याद करते हैं, आज के इस स्वार्थी दुनिया में भगवान जी तो युवाओं के मस्ती के माध्यम मात्र बन गए हैं। क्षमा करें शिव जी...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteहमने आज एक ऑटो में देखी ऐसी ही बरात :) :)
ReplyDeleteये बाराती तो सड़क,स्कूल सब अपने कब्जे में लिए हैं।
ReplyDeleteजय जय...
ReplyDeleteYek kavita ....hamari nazar se
ReplyDeletemere hath me subha aakhbar mat do!
Dard me dubi hogi muhabat kisi ki ! Kahi maut ki wajah nafart kisi ki! Kahi jal mari hogi aaurat kisi ki kahi lut gai hogi iizat kisi ki !!
Savere savere gam ka thyuhar mat do mere hath me subha aakhabar mat do !!
Kahi isme carcha to tufa ka hoga !
Carcha kahi sahar vera ka hoga !
Kahi khun hindu musalma ka hoga !lahu sirf isme to insa ka hoga !!
Mere dil pe gam ki aab bauchar mat do !
Mere hath me subha aakhbar mat do !
Kahi bam se gadi udi hogi isme
lahu se khabar sab judi hogi isme !
Hawala me neta ki hogi gawahi !
Mara hoga sarhad pe watan ka shipahi !!
Rahnumai ka mujako aab yetbar mat do !
Mere hath me subha aakhabar mat do !!
Mazil musafir safar pr mai aasu
girauga kis-2 khabar pr mai aasu !
Aamiro k-tarze hunar pr mai aasu
garibo k tan pr jigar pr mai aasu!!
Ye aasu girane ka hathiyar mat do
mere hath me subha aakhbar mat do !!
Mai khamosh rahta hu pr janta hu
jo uthti hai mujh pr nazar janta hu
iska har presth lahu se hai tar janta hu !
Bina pade is me likhi khabar janta hu
mere dil ko nafart ka veypar mat do
mere hath me subha aakhbar mat do!!
(howkar khata hai )
bada luft tumahare is inkar me hai
aaj nafrat ka mahowl sansar me hai
mai hu majbur gurbat ka mara ak hawkar
mere bacho ki roti is aakhbar me hai ......
Savere -2 mujhko inkar mat do
mere hath me wapis aakhbar mat do .................
By mohd sufi jamal
भाई,अभी तो सावन के सोमवारी की व्रत तपस्या ही चल रही है शिवजी की बारात इतनी जल्दी क्यों निकल गयी?
ReplyDelete@mohd sufi jamal kabri
ReplyDeleteakhbar na do
subah subah
faltu bukhaar na do
chuni chuni gandagiyon ka yeh
bhaar na do
din abhi ubhra hi to hai
kaali baarish ka yeh bauchaar na do
duniya mein umeed bhi bas sakti hai
ReplyDeleteusse inkaar na do
bastion mein aaj bhi bache khelte hain
usse assweekaar na do
jeevan ka pauda aasani se marta nahin
itni jaldi usse thukraar na do
savere savere kaale pannon waala akhbaar mujhe
mere yaar na do
Ishvar ka bhi ishvarikaran ho gya hai
ReplyDeleteजटा जूट में गंग समाये चंदा भाल विराजे
ReplyDeleteकर त्रिशूल में डमरू शोभे
अंग में भस्म रमाये
बोलो बम बम भोले
डमा डम डमरू बोले
जय भोले नाथ
जय महादेव ...
ReplyDeletesir aapse milne ki bahut icha hai.....kripya bta de kaise sambhav ho sakta hai
ReplyDeleteKoi baat nahin...kam se kam masti ke bahane to bhagwan ko yaad kar lete hai...HAR HAR MAHADEV !!!
ReplyDeleteKoi baat nahin...kam se kam masti ke bahane to bhagwan ko yaad kar lete hai...HAR HAR MAHADEV !!!
ReplyDelete