हमारी सोसायटी में झंडा फहराया गया । मोदी और मनमोहन के भाषणों की प्रतियोगिता जैसी नौटंकी तो नहीं थी लेकिन हमारे जैन साहब ने दो टूक शब्दों में सच्चाई पर चलने का संदेश दिया । जैन साहब की ईमानदारी का मैं बहुत क़ायल हूँ । कई बार कंप्यूटर पर अपनी सारी कमाई और बचत का हिसाब खोलकर दिखा देते हैं । बड़े गर्व से कहते हैं इसमें एक पैसा ब्लैक नहीं है । चार चार आने का हिसाब लगाकर टैक्स देता हूँ । कहते हैं काश कोई मेरे खाते में एक नया ब्लैक मनी साबित कर देता । अब ये उम्मीद तो आप मनमोहन और मोदी से कर नहीं सकते । इसलिए वे भाषण देकर भाग जाते हैं । जैन साहब हर साल सोसायटी के बच्चों के लिए कुछ हज़ार तो दे ही देते हैं । अच्छा लगता है नेता नौटंकीबाज़ हो गए तो क्या हुआ कुछ लोग अभी भी अच्छे हैं ।
इसके बाद बच्चों ने कार्यक्रम पेश किये । एकला चलो रे गाया । रघुपति राघव राजा राम गाया । नृत्य भी पेश किया । सारे माँ बाप अपने बच्चों की तस्वीर लेने में व्यस्त हो गए । बिना तस्वीर के बात नहीं बनती है । नेताओं की नौटंकी से बचना है तो समाज में विचरण कीजिये । अच्छा लगेगा ।
15 comments:
Ab to रघु पति राघव राजा राम ka bhi latest version aa gaya hai film Styagrah me :-
अब तक धीरज माँगा था...
प्रभु अब धीरज मत देना - २
सहते जाएँ ऐसा बल न देना
उठ कर करे कुछ काम
रघु पति राघव राजा राम
जागो, अब सबके भाव जगो।
सुंदर !
Happy independent day Ravish ji aaj sara desh apni aazadi ka din celebrate kar rha h maine bhi kiya office me kam kar ke aur sath me kachori aur laddu ke sath jaise hum school me karte h..Mall me gaya dekha log bahar ghum rhi h waise to mall me valentine day jyda achche se celebrate karte h... aI-day ke bajaye pta nhi hum aaj kon sa I-day mana rha rhe h 22 sal ka ho gay par hamesh sunta aaya hu ki hum bhart desh pe garv h but mjhe ek bhi wajah nhi mile garv karne ki kis bat pe garv kare.. hindu dharm me 33 caror devi devta h aur us 1 arab ki population me 33 karor hi garibi rekh ke (BPL) ki zindgi jite hes bat pe garv karu...ya us dekh ke culture pe jaha ladki ko duga ke rum me puja jata h aur kanya bhurn hatay bhi use dekh me hoti h... hamri badti population aur badte state pe garv karu ya us desh ke PM pe jo 1 arab ki population ke samne aake stand bhi nhi le sakta...esa nhi h mai desh ki halat se dukhu ho ke ye bol rha h kabhi sochta hu narendra modi kis vikash ki bat karte h jab bus se utaro ko bikh mange ne walo ki line lagi hoti h ye visash h...? kya wo dekh ke nagarik nhi h...koe ek reason ho to mjhe bhi batyega ki mai bhi desh pe garv kar saku
मन हुआ कि कुछ बोले ब्लैक मनी पर लेकिन जाने दीजिए आज स्वतंत्रता दिवस है . स्वतंत्रता दिवस की ढेर सारी शुभकामनायें .
नेताओं की नौटंकी से बचना है तो समाज में विचरण कीजिये । अच्छा लगेगा ।
बिलकुल सही
happy independence day. sahi me bahut sunder lekh he. nautanki mukt 15th august. jyada tar rashtriy tyoharo par tv chanel aur new paper aur hum sab hamne kya nahi paya usika afsos karte he. ye nahi he vo nahi he. is bich koi to he jo positive he. me is bat se sahemat hu ki aaj ka yuva apni man ki sun ne ke liye aazad he. aisa nahi he ki aazadi se aaj tak kuchh achha nahi hua he. jab angrezo ne hame desh soupa tha ham duniya ke bajar me kahi nahi the aaj sab se jyada dudh utpadan aur nikas bharat ke pas he aise bahut s khetra hejis me hamne khub tarkki ki he. pr hame to jaise desh ka nam aate hi curuption aur politics ko kosneki aadat ho gai he. gdp rate 1 se 9 tak pahuchna koi kam saflta nahi he. aisi bahut si science ki khoj hamare yaha hui he jin par garv kar sake. par agar sab likhne lagugi to blog chhota padjayega. bat sirf najariye ki he. kabhi positive bhi dekhana chahiye. jay hind

Ravishji aapka 15 august par likha lekh bahut acha laga.Nirashavadi aur kaduwat bhari rajneetik charcha se hatkar bhi aasha ki anek kirno ki taraf sabka dhyan le jaane ke liye badhai evam dhanyawad.
Rajendra Rao
15 august aapko mubarak ho
15 august aapko mubarak ho
हमने भी कुछ इसी तरह मनाया पंद्रह अगस्त.
https://www.facebook.com/media/set/?set=a.488073567950738.1073741842.279281298829967&type=1
आप पहल करें तो आपकी सोसाइटी के बच्चों के साथ भी की जा सकती है यह वर्कशॉप..
- आशुतोष उपाध्याय
dil khush ho jata h ye sb dkh kr !!kch waqt k liye hi shi !!
acha lgta h ye sb dkh kr !!kch waqt k liye hi shi !!
Post a Comment